Top 10 famous Dialogues by Shahrukh Khan | शाहरुख़ ख़ान के हिट डायलॉग्स

Top 10 famous Dialogues by Shahrukh Khan: Shahrukh Khan, often called the "King of Bollywood," has delivered numerous iconic dialogues in his films. Here are some of his memorable dialogues in Hindi

Top 10 famous Dialogues by Shahrukh Khan

Top 10 famous Dialogues by Shahrukh Khan 

"Don ko pakadna mushkil hi nahin, namumkin hai." (Movie: Don)
"Rahul, naam toh suna hoga." (Movie: Dil To Pagal Hai)
"Kabhi kabhi kuch jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai, aur haar kar jeetne wale ko baazigar kehte hain." (Movie: Baazigar)
"Bade bade deshon mein aisi chhoti chhoti baatein hoti rehti hai, Senorita." (Movie: Dilwale Dulhania Le Jayenge)

“Agar yeh tujhe pyaar karti hai to ye palat ke dekhegi…palat…palat!” 

"Hum ek baar jeete hain, ek baar marte hain, shaadi bhi ek baar hoti hai, aur pyar... ek hi baar hota hai." (Movie: Kuch Kuch Hota Hai)
"Picture abhi baaki hai, mere dost." (Movie: Om Shanti Om)
"Don't underestimate the power of a common man." (Movie: Chennai Express)
"Zindagi Mein Kuch Banna Ho, Kuch Hasil Karna Ho, Kuch Jeetna Ho, To Hamesha Apne Dil Ki Suno, Aur Ager Dil Se Bhi Koi Jawaab Na Aaye ... To Apni Aankhein Band Karke Apni Maa Aur Baba Ka Naam Lo ...Phir Dekhna Tum Her Manzil Paa Sakoge, Her Mushkil Aasan Ho Jayegi, Jeet Tumhari Hogi ..... Sirf Tumhari..."

“Sachi mohabbat zindagi main sirf ek baar hoti hai… aur jab hoti hai, toh koi bhagwan ya khuda usse nakamayab nahi hone deta.” – Veer-Zaara
“Teri aankhon ki namkeen mastiyaan, teri hansi ki beparwah gustakhiyaan, teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan, nahi bhoolunga main, jab tak hai jaan, jab tak hai jaan.” – Jab Tak Hai Jaan

“Tera haath se haath chodna… tera saayon ka rukh modna… tera palat ke phir na dekhna… nahin maaf karoonga main… jab tak hai jaan, jab tak hai jaan. Tere jhoothe kasme vaadon se… tere jalte sulagte khwabon se… teri beraham duaon se… nafrat karoonga main… jab tak hai jaan, jab tak hai jaan.” 



Previous Post Next Post
close